Soch Na Sake lyrics in English | Arijit singh & Tulsi kumar

 

Soch Na Sake - Amaal Mallik, Arijit Singh & Tulsi Kumar Lyrics

Singer Amaal Mallik, Arijit Singh & Tulsi Kumar
Music Amaal Mallik

Tenu itna main pyaar karaan
Ek pal vich sau baar karaan
Tu jaave je mainu chhad ke
Maut da intezaar karaan Ke tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sakeKe tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sakeKuch bhi nahi hai ye jahaan tu
hai toh hai isme zindagi

Kuch bhi nahi hai ye jahaan tu
hai toh hai isme zindagi
Ab mujhko jaana hai kahaan ke
tu hi safar hai aakhiri Ke tere bina jeena mumkin nahin
Na dena kabhi mujhko tu faasley
Main tujhko kitna chahti hoon
Ye tu kabhi soch na sakeTere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sakeAankhon ki hai yeh khwahishein
Ki chehre se teri na hatein
Neendon mein meri bas tere
Khwabon ne li hai karwatein

Ki teri ore mujhko leke chalein
Ye duniya bhar ke sab raaste
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake
Tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake



Oldest